
|
|
![]() |
{Chori chori kya tu dekhe, Aajaa mere samne tu zara, Kaise hain tere irade}
Part A
Dehka Dehka hai, mere jalwaon ka nasha, jaan le legaa
Qaatilaanaa hai, qatal karne ki adaa, bach na payega, tu yahan
Jalte angaare, meri nas-nas mein, hai agar bus mein dil bacha
Part A
Dekhoon tera hausla mein zara,
Dehka Dehka hai, mere jalwaon ka nasha, jaan le legaa
Dushmane jaan hai, paas aane ka mazzaa, doob jaayega, tu yahaan
Jalte angaare...(Part A ) Dekhoon tera hausla mein zara
Dehka Dehka(2)
Teere nazar se sabke, hosh udaa doon main, Saanse mila doon jisse, aag laga doon main, jaadoo mera zehreelaa
Male:
(jhagdo-halaago-hamma ha jo ho) 10 times
Dehka dehka hai, mera jalwon ka nashaa, bach na paayega, tu yahaan
Jalte angaare meri nas nas mein, hai agar bus mein , dil bachaa
Jalte angaare meri nas nas mein, hai agar bus mein ,
dil bachaa- 4 times.
|
Yeh hai sholaa, hai khushnumaa, Yeh hai kamsin, hai naujawan |
Kaisa Hai Jeevan
|
Awaz dil ki koi pehchaan le to behtar
Khwaish hai kya hamari-koi jaan le to behtar Kaisa hai jeewan ashqon me dooba,yahaan Chup chup hai rehna, har gum hai sehna Saanse hai girwi, bandish mein uljhi zubaan Chup-chup hai rehna, har gum hai sehna In riwajon ka kaisa yeh chal hai? Kaliyon ke tan par gum ka anchaal hai Kaisa hai jeewan....... har gham hai sehna. |
Hoton ka
|
Aaj hoton ka pyalaa piya, mera piya (2)
Jisne mai ko bhi sharmaa diya, sharmaa diya mere piya, woh pyalaa piya. Yeh pyas hai, ek boond ki, Ab chah hai, ek ghoont ki--o saathi Male: Lehron se jo chahe le lo, Dariya se manjhi na khelo (2) Maine madh woh nirala piya haan piya mere piya Jisne mai ko bhi...... Woh pyalaa piya Na ab koi, pyaas hai, Ab har nai, saans hai O saathi Lehron se jo chahe le lo, Darya se manjhi na khelo (2) Meethe zeher ka nashaa, Hoton se jo mil gaya, haan Toone halaa woh chhalkaa diya, chhalkaa diya, jabse piya Chain ka dariya, tham sa gaya (2) Mere piya woh pyalaa piya Ab har jalan bhuj gayi Meri thakan mit gayi o saathi |
|
Dhoondh lenge is jahaan mein, hum khushi, Hausle ki,
kuchh roshni hai abhi
Aansoo bahen, jab hoton pe naam-e-wafa aaye kabhi Dhoondh lenge..... Hausle ki...... Dil mein kiya tha, kisine basera Socha tha banke rahenga woh mera Phir saath honga mere humsafar mein, Na ho saka yeh kabhi |
|
(Sheeshe mein maine apne, husnon shabaab dekha
Sharmon haya ka pahla,maine sailab dekha) (Part A) Baithe-baithe main khud se baatain hazaar karoon Jaagi umangain aesi, khud se main pyar karoon saanson mein hulchul hai. {Main jaanon na, kainsa hoga woh dilbar Main jaanon na, hoga woh jaane kahan?} (Part B) Masti hai thodi, badli yeh chaal dekho,Yoon hi main muskuraaun, mera yeh haal dekho na Mauqa hai pahla pahla hota hai shor dil mein Lagta hai tuaba tuaba, koi hai shor dil mein Saanson mein hulchul hai Part B Khoi khoi, main rahoon, kya karoon, dil na jaane Kaise kahoon, kya huwa, kya karoon mujhe sab lagte hain anjaane Part A Saanson mein hulchul hai Repeat Part B 3 times..... Repeat Part A |
|
Tum mile to, yeh umar kam lage sanam |
|
Kesariya hai roop mharo, chamchamawe re |